Guys jaisa ki aapko pata hi hai ki is time India mein corona virus ke Karan lockdown chal raha hai. lock down hone ke Karan logon Ko kafi dikkato ka Samna karna pad raha hai. Agar kisi vyakti ko emergency ke Karan Apne Ghar se bahar nikalna ho to vah nahi nikal pa raha. Issi ko dekhte hue lagbhag sabhi rajya Sarkaro ne Apne nagrikon ke liye e-pass ki facility launch Kari Hai. Is e-pass ka istemal karke log ek jagah se dusri jagah ja sakte hain. e-pass ki madad se koi bhi vyakti health, medical, electricity, water Jaisi jaroori facilities ke liye ek jagah se dusri jagah ja sakta hai.
How To Apply e-pass Online
- Apne State, Kendra shasit Pradesh ya city ki official website per jaen.
- Apply e-pass per click Karen.
- E-pass form mein mangi gai sabhi jaruri jankariyan bhare.
- Registration karte samay Passport size photo aur ID proof jis bhi document ki jarurat Ho uss ki scan copy upload karna jaruri hai.
- Registration karne ke baad Jaise hi aapke e-pass ko approval mil jata Hai. To aapke registered mobile number aur email ID par message aayega aur aap apna e-paas download karke print out nikal kar use kar sakte ho.
E-pass Official Website
Bihar: Click Here
Uttar Pradesh: Click Here
Delhi: Click Here
Haryana: Click Here
Uttarakhand: Click Here
Punjab: Click Here
Kolkata: Click Here
Goa: Click Here
Assam: Click Here
Kerala: Click Here
Tamil Nadu: Click Here
Himachal Pradesh: Click Here
Rajasthan: Click Here
Madhya Pradesh: Click Here
Chandigarh: Click Here
Andhra Pradesh: Click Here
Chhattisgarh: Click Here
Jammu & Kashmir: Click Here
Telangana: Click Here
Daman & Diu: Click Here
Puducherry: Click Here
Odisha: Click Here
Maharashtra: Click Here
Pune: Click Here
Ladakh: Click Here
Karnataka: Click Here
Dadra & Nagar Haveli: Click Here
Other Raja yah Kendr shasit Pradesh ke log Apne jila Adhikari ko sampark karke e-pass le sakte hain.